Dhrupad vocal Gurupath-A tribute to
Ustad Zia Mohiuddin Dagar
to mark his 75th birth year by Gundecha Brothers
Taal Chautal 12 beats
Nayak ho dhruvapada
Vahak ho surpath ke
Gahak ho gurudhan ke
Gayak ho shrutilaya ke
Sur ke bhed laya ke ban
Diyo apar vidyadan
Badhai dhruvpada ki reet
Dhyawat saba guru fareed
Tala Sool 10 Beats
Gurupath ko karo dhyan
Sur ko karo maan
Laya ko karo gyan
Dhruvapada ko karo gaan
Gyan nahi guru bin
Bin shruti nahi sur
Shruti se raag bhed
Murchhana karo jaan
Alap - 47:17 Dhrupad in Chautal - Nayak ho dhruvapad ke - 19:16 Dhrupad in Sool taal -Gurupath ko karo dhyan- 07:15